7. Zindagi To chali Apna Time-Table Banane Aur Aap..?? ππ
ZINDAGI MEIN RICH AISE BANE AUR APNI PEHCHAN AISE BANAYE.. ππ
Mujhe zindagi mein aage chalkar bahut paise matlab money kamane hai bole to earn karne hai,mein zindagi mein apni pehchan banana chahta hu mein ek din woooh wali car lunga,mein ek din bahut bada ghar kharidunga,mein ek din itna rich ho jaunga ki mujhe har koi pehchanega ek time aisa hoga jab mein bahut bada human ban jaunga mere pass bahut paise honge,meri apni alag pehchan hogi,sabhi humans mujhe pehchan-ne lagenge kyu-ki us waqt mein ek brand ho jaunga.Aise hi na jaane hum kitni baatein har roj sochte hai,bolte hai aur kabhi-kabhi to aise sapne bhi dekhte hai...
Aajkal ke time mein kon aisa humans nahi hoga jo rich nahi banna chahega aur zindagi mein apni pehchan nahi banana chahega,zindagi mein kisi ko rich banna hai to kisi ko apni pehchan banani hai aur koi-koi to dono hi chahta hai ki rich bhi bane aur apni pehchan bhi ho,pehchan ka matlab to aap samaj hi gaye honge fir bhi btha deta hu-pehchan jese ki zindagi mein bahut se humans hai bole to bahut population jisko hum aabaadee bhi bolte hai to jab bahut se humans kisi ek person ko jante ho pehchante ho jese koi hero ho,singer ho,kisi bhi khel ka khiladi ho,politician ho,scientist ho ya koi writer ho matlab koi bhi ho jisko bahut se humans jante ho,dekhte ho,ya fir sunte ho isko kehte hai zindagi mein apni pehchan banana aur rich ka matlab to aap sabhi jante hi honge ki zindagi mein kisi humans ke pass bahut maal-paani hona ππmatlab bahut rupees bole to money hona lekin aajkal jo koi bhi humans ya person ye sapne dekh raha hai ki usko money or pehchan chahiye ya dono hi chahiye to pehle unko ek bath achi tarah samaj leni hogi aur apne dimag mein matlab mind mein bitha leni hogi matlab fix ya set karni hogi.Aap sabhi humans ya person ko kya lagta hai ki zindagi mein jitne bhi rich ya bade log hai matlab jinka name zindagi mein adhiktar matlab mostly person jante hai.. Un sabhi rich ya bade logon ne yuhi paisa kamaye hai aur apni pehchan bhi yuhi bana di to aap ye soch kar zindagi ki sabse badi bhul kar rahe hain,Aapko sayed hi maloom ho in sabhi bade aur rich logo ne ye sab paane ke liye jyada kuch nahi kara bus in sabhi ne apni zindagi ka niyam banaya matlab time-table bole to routine banaya aree school wala time-table mat samajna balki mein bath kar raha hu zindagi ko behtar se behtar banane wale niyam or time-table ki wo bhi daily matlab roj ka niyam,ek ya do week ka nahi hamari tarah ππ
Isiliye agar aap bhi aaj yahi soch rahe hain ki zindagi mein kase rich bane ya kase apni pehchan banaye to bina time ko waste kiye aap apne zindagi ka niyam matlab zindagi ko behtar se behtar banane wala time-table bana lijiye aur dikha dijiye sabko ki aap bhi kisi se kum nahi kam hai to sirf or sirf aapki kamjori aur ek bath hamesha yaad rakhiye rich banne or apni pehchan banane ki koi umar matlab koi age nahi hoti bus jis din aapke endar himmat aur kuch karne ka jazba agya to aapko koi nahi rok sakta koi bhi nahi aap apne aap ko khud bhi nahi rok payenge..
To fir jo kare zindagi ko samajne mein late,wo na bane kabhi seth π
Mujhe zindagi mein aage chalkar bahut paise matlab money kamane hai bole to earn karne hai,mein zindagi mein apni pehchan banana chahta hu mein ek din woooh wali car lunga,mein ek din bahut bada ghar kharidunga,mein ek din itna rich ho jaunga ki mujhe har koi pehchanega ek time aisa hoga jab mein bahut bada human ban jaunga mere pass bahut paise honge,meri apni alag pehchan hogi,sabhi humans mujhe pehchan-ne lagenge kyu-ki us waqt mein ek brand ho jaunga.Aise hi na jaane hum kitni baatein har roj sochte hai,bolte hai aur kabhi-kabhi to aise sapne bhi dekhte hai...
Aajkal ke time mein kon aisa humans nahi hoga jo rich nahi banna chahega aur zindagi mein apni pehchan nahi banana chahega,zindagi mein kisi ko rich banna hai to kisi ko apni pehchan banani hai aur koi-koi to dono hi chahta hai ki rich bhi bane aur apni pehchan bhi ho,pehchan ka matlab to aap samaj hi gaye honge fir bhi btha deta hu-pehchan jese ki zindagi mein bahut se humans hai bole to bahut population jisko hum aabaadee bhi bolte hai to jab bahut se humans kisi ek person ko jante ho pehchante ho jese koi hero ho,singer ho,kisi bhi khel ka khiladi ho,politician ho,scientist ho ya koi writer ho matlab koi bhi ho jisko bahut se humans jante ho,dekhte ho,ya fir sunte ho isko kehte hai zindagi mein apni pehchan banana aur rich ka matlab to aap sabhi jante hi honge ki zindagi mein kisi humans ke pass bahut maal-paani hona ππmatlab bahut rupees bole to money hona lekin aajkal jo koi bhi humans ya person ye sapne dekh raha hai ki usko money or pehchan chahiye ya dono hi chahiye to pehle unko ek bath achi tarah samaj leni hogi aur apne dimag mein matlab mind mein bitha leni hogi matlab fix ya set karni hogi.Aap sabhi humans ya person ko kya lagta hai ki zindagi mein jitne bhi rich ya bade log hai matlab jinka name zindagi mein adhiktar matlab mostly person jante hai.. Un sabhi rich ya bade logon ne yuhi paisa kamaye hai aur apni pehchan bhi yuhi bana di to aap ye soch kar zindagi ki sabse badi bhul kar rahe hain,Aapko sayed hi maloom ho in sabhi bade aur rich logo ne ye sab paane ke liye jyada kuch nahi kara bus in sabhi ne apni zindagi ka niyam banaya matlab time-table bole to routine banaya aree school wala time-table mat samajna balki mein bath kar raha hu zindagi ko behtar se behtar banane wale niyam or time-table ki wo bhi daily matlab roj ka niyam,ek ya do week ka nahi hamari tarah ππ
In sabhi rich aur bade humans matlab bade logon ka zindagi ka roj ka niyam matlab routine kuch aisa hota hai jese subha subha jaldi uthna fir apne mind aur health dono ko fit rakhne ke liye exercise karna jaruri nahi ki ek ghanta ya char ghanta exercise karte hai bus dus minute ya thirty minute karte hai,jis-se bus pure din body mein josh aur energy rahe aur apna work pura matlab finish kar sake aur roj matlab daily healthy food khana matlab eat karna,chahe roj thoda sa food eat karna lekin sirf aur sirf healthy food khana aur apne brain ko sharp matlab tez karne ke liye roj koi na koi book read karna ya newspaper padhna kuch bhi jis-se unki knowledge bade aur apna work matlab jo bhi kaam hai usko kis time mein pura karna hai matlab finish karna hai iska bhi achi dhyan rakhte hai aur daily in sab work ke sath-sath ye social work bhi karte the ya hai jese kisi ki madad karna matlab help karna jis se zindagi mein humanity matlab insaniyat bachi rahe to fir padh liya aapne ki in sabhi rich aur apni pehchan banane wale humans ne vo sab kuch kara jo aaj har koi nahi karta bus karne ke sapne dekhta hai aur agar koi humans karne ki koshish bhi karta hai to bus chaar paanch din karega aur fir vapas vahi apni zindagi jeene lag jayega jese pehle roj jeeta tha tabhi to aise logon ke upar muhavra bhi ban jata hai,aise logon ke liye muhavra kuch yun hota hai-
Chaar din ki chandni fir andheri raat ππππ
To fir jo kare zindagi ko samajne mein late,wo na bane kabhi seth π
Zindagi ke agle chapter mein aapko ye patha chalega ki wo rich aur bade log matlab humans kon hai ya kon the jinhone aisa time-table bana-kar apni zindagi ko behtar se behtar bana diya.. π
Comments
Post a Comment
Hii,thanks...
please ye sab read hi na kare balki apni zindagi me in sab batho ko bhi follow kare..☺