6. Zindagi Mein Abhi Ke Aur Aane Wale Waqt Ne Tho Hadd Hi Kar Di.. 😬

ZINDAGI MEIN HUMANS KA PRESENT AND FUTURE Maine aapse zindagi ke pichhle chapter mein bola tha ki technology zindagi mein humans ke liye jitni fayedemand hai us- se kahi jyada nuksaandayak bhi,wo kaise ye mein aapko isi zindagi ke chapter mein batane ja raha hu jiska name hai- ZINDAGI MEIN HUMANS KA PRESENT AND FUTURE:- Pehle hum bath karte hai HUMANS KE PRESENT KI.....? 👇 Kya aap meri madad kar sakte hai..?kya aap mere liye thora sa waqt nikal sakte hai....?kya aap mere sath bethkar khana kha sakte hai...?kya aap mere liye bazar se kuch lekar aa sakte hai..?kya aap mere sath subah-subah morning walk par chal sakte hai..?kya aap mujhe school chor sakte hai..?kya aap mujhse thodi der bath kar sakte hai..?kya aap shyam ko mere saath ghumne chal sakte hai..?kya aap thodi der apni family ke sath bath kar sakte hai..?kya aap apne mummy-papa ko dekh ya unse bath kar sakte hai.........? ...